Dar Lage Duneeya Se Balma
Dar lage duneeya se balma ho, ulfat naa bane afsana - (2)
Gham kyun ho - (2)
Tere sath sath tera divana, too deepak mai hu parwana
Dar lage duneeya se balma ho, ulfat naa bane afsana
O o o.... mujhe kar dey naa koyee tujhse juda, daratee hu bahut duniya se
Ho o o.... kab hotee hai dil se dhadkan juda, kab naghma juda bina se
Dil bole sun bhole sajna ho, duneeya ko nahee samjhana
Gham kyun ho - (2)
Tere sath sath tera divana, too deepak mai hu parwana
Dar lage duneeya se balma ho, ulfat naa bane afsana
Ho o o... aaja sapno me jivan yu chhod de, bahe jaise nadee me panee
O o o... meree himmat badhaye rehna, sajan nadiya hai badee tufanee
Tufan se ghabhara mat jana, ho yu hee ulfat kee nav chalana
Sun balma sun balma
Chale sath sath chahe mar jana, hame abb toh hai pyar nibhana
Gham kyun ho - (2)
Tere sath sath tera divana, too deepak mai hu parwana
Dar lage duneeya se balma ho, ulfat naa bane afsana
With All Lyrics Some Information Is required
- Writer / Poet -
- Composer -
- Singer -
- Movie / Album -