Chal Meree Taraf Dildara
Mano agar dil se toh khuda, naa mano toh pathhar da hove
Naa jism naa chehre me chhipa, husn hai aashik kee nigaho me
Chal meree taraf dildara, mai teree taraf chalee aa - (2)
Kabhee dekh ke dil ruk java, kabhee dekh ke aa chalee aa
Abb teer chale talvar chale, kato ke dagar kadmo ke tale
Mai jan du meree agan jale, mai aa gayee chalee aa
Chal meree taraf dildara, mai teree taraf chalee aa
Kabhee dekh ke dil ruk java, kabhee dekh ke aa chalee aa
Aashik hai toh aaja sathiya, ham dekhe jayegiara teree aasheeki - (2)
Hain shauk jo ulfat kaa tujhe, toh khel yeh baji jan kee
Kyon hosh ganwane kee tulna, kyun ?? kee rehmat yeh bata
Rakh le kayamat kaa too majayegia, yeh husn kee hai fariyad
Katt jayega jo bhee aayega, shamshire nigah ke samne - (2)
Roke jo hame jal jayega, iss shole-gul ke aag me
Samjhe jo hame anjan sada, samjho dilwalo woh toh mara hain
Hai ang ang sholo se bhara, ham aagshil dariya
Chal meree taraf dildara, mai teree taraf chalee aa
Kabhee dekh ke dil ruk java, kabhee dekh ke aa chalee aa
With All Lyrics Some Information Is required
- Writer / Poet -
- Composer -
- Singer -
- Movie / Album -