Divane Divane Toh Divane Hai
Khidakee peh aaona bahar naa jau
Kaise me sare din ghar me bitau
Najare milau toh me kaise milau
Divane divane toh divane hai - (2)
Chupke se choree se milane woh aaya
Pyar bhee choree se usne jataya
Nana jo kee meine toh gussa dikhaya
Divane divane toh divane hai - (2)
Dil me basee hu me sapno mai aao
Sapno me aake me sabko sataon
Lakho hai majanu kisko apna banau
Divane divane toh divane hai - (2)
Divane divane toh divane hai - (2)
Divane logose javanee me chhupau rey
Jina hai bharee meraa kaise yeh batu rey
Meree adao peh toh machale machale hai sare
Mai dil sanbhalu kaise behke behke sare
Mere liye hai sare abb tak kunware
Divane divane toh divane hai - (2)
Divane divane toh divane hai - (2)
Mujhko bulate hai divane yeh bahano se
Shor machate hai hamesha mere aane se
Sabke hotho par yaro meree hee hai tarana
Kisko mai apna samju kisko begana
Mere bina toh sare hai yeh bechare
Divane divane toh divane hai - (2)
With All Lyrics Some Information Is required
- Writer / Poet -
- Composer -
- Singer -
- Movie / Album -