Mahfil Me Aaye Ho Apka Dil
Jo rosani hai apka chand taro me
Jo dilkashi hai chaman ke hasi najaro me
Mere sabab me aise sabab hai dono ke
Jaise char ke nami jawa baharo me
(Mahfil me aye ho apka dil jan jayenge
Pahchan jayenge phir man jayenge) - (2)
Aji hamse na uljho ye jan mahfil jan jaoge
Pahchan jaoge fir man jaoge
Surkh janjir najar teer adaye khanjar
Mai to bas tumne kijh liya mera sabas kahar
Inme uljhana mujhe koi asan nahi
Mot ka dar ho jise mai wo nahi
Kabhi nisana kabhi vada chuk jata hai
Mera katil harek bad jhuk jata hai
Is ghadi bhi hu nisane pe var kar jao
Ya meri mot ka fir etbar kar jao
Hu bahut dekhe
Ha hamse na uljho ye jan mahfil jan jaoge
Pahchan jaoge fir man jaoge
Wakt ke sath mai har rang me dhal sakta hu
Jidd pe aau to rukh hawa ka badal sakta hu
Josh me yu na mach nach itna bhi na kar
Tujhko pahchan gayi hai ye jawani ki lahar
Ye mera kam tha asan tujhe dil dena
Koi muskil nahi gumrah tujhe kar dena
Julfe ke kar du jo presan aise dil ja ki mujhe
Umar bhar bhatkte jao
Mahfil me aye ho apka dil jan jayenge
Pahchan jayenge phir man jayenge
Jaha mai dekhe hi nahi hai tune jinda dil
Tu bhi samjha nahi nadan adaye katil
Aj moka hai mila phir na karna tu gila
Mai hu tyar khada juthi jidd pe hai ada
Jane kyu teri jawani pe raham ata hai
Hath aya sikar bhi koi gawata hai
Naino se teer chale meri aho pe jale
Niche najro se khada ha liye war gaya
Tapusam ki ye bijli na meri jan nikli
Ye meri sokh ada kuch asar na hua
Dekho meri angadayi ye ab tak na ayi
Mere liye koi naya sitam hi jag karo
Ya ko sama kiya hai maine use yad karo
Kyu yaad aya ya nahi
(Aji hamse na uljho ye jan mahfil jan jaoge
Pahchan jaoge fir man jaoge) - (2)
With All Lyrics Some Information Is required
- Writer / Poet -
- Composer -
- Singer -
- Movie / Album -